Touching Quraan During Menstruation

Q: Kya haiz k dinun main quran ko tuch kiye baghair quran padh sakte hain?
Translation: Is it permissible to read the Quraan while experiencing haidh (menstruating) without touching it?

A. Haiz ke dinon mein dono mana’ aur Haraam hai; Qur’aan choona (touch karna) mana’ hai aur Qur’aan parhna bhi mana’ aur Haraam hai. Un dinon mein tasbeeh, Istighfaar, Durood waghayra parh sakti hai. (Al Jauharatun Nayyirah V1 P119).

Translation: During Haidh, both are Haraam: to touch the Quraan and to read it. One can read tasbeeh, Istighfaar, Durood, etc during these days.

Moulana Yusuf Laher
Checked by: Mufti Siraj Desai